Kya aaj fir mohabbat rang laayegi,
chuukar un labon ko muskurahat sii aayegi.
Un aakhon mai hai mastiyan,
unki baato mai hai kashish,
sunke wo khayal aaj toh deewangii si chaayegi,
kya aaj fir mohabbat rang laayegi.
wo lamhe , wo pal guzar gaye hain kyu,
unki ibadatt mai junoon ki lehar daud jaaegi.
unke jaane ka hai khauf,
wapis aane ka hai intezaar
ruki hui dhadhkane fir se toofan dikh laayengi
kya aaj fir mohabbat rang laayegi..

No comments:
Post a Comment